Wednesday, April 18, 2012

Savan ki pehli barish mein

Savan ki pehli barish mein

Savan ki pehli barish mein
Savan ki pehli barish mein bachpan mein nahana yaad hai,
Rim-jim rim-jim tap-tap tap-tap barish ka gana yaad hai.
Wo badlon ke majme ko dekh kar wo hum sabka shor machana,
Wo bheeg-bheeg kar nach-nachna ban kar deewana yaad hai.

Read More On: Savan ki pehli barish mein

No comments:

Post a Comment